Caravaan guzar gaya, gubaar dekhte rahe.....once more
Posted: Wed Jun 22, 2011 1:17 am
A simple song from a hindi movie hurt the reformists/progs so much that the Admin was ordered to remove the complete blog. So much for the freedom of expression and thought that these progs brag about day & night.
In the interest of those who wish to read the blog again I'm posting it once more. Let's see if the reformers have the guts to keep this blog live or is it that the reform movement is so weak that a simple Hindi song has caused a shiver running down its spine.
After the noorani manzar of Syedna Mohammed Burhanuddin (TUS) conferring Nass on Syedi Mufaddal Saifuddin (TUS) in public and this historic event being watched Live by tens of thousands of Mumineen and hundreds of thousand watching the video recording later on the same day, Let me summarize the feelings of the reformists/progs (especially Insaap, Ajger, Adeeb and their chelas who either watched this event themselves or got the briefing from their chamchas) with the below verses from a song that in retrospect seems to be written precisely for the reformers/progs for such a moment in life.
Movie: Nai Umr Ki Nai Fasal (1965)
This song, referred to as "Caravaan Guzar Gaya" Lyrics: Gopaldas Neeraj; Music: Roshan; Singer: Mohd. Rafi;
Swapn jhare phool se, miit chubhan shool se
Lut gaye shringaar sabhi, baag ke babool se
Aur hum khade khade, bahaar dekhte rahe
Caravaan guzar gayaa, gubaar dekhte rahe
Neend Bhi Khuli na Thi ke Haye Dhoop Dhal Gayi
Paanv Jab Talak Uthe ke Zindagi Phisal Gayi
Paat Paat Jhar Gaye ke Shaakh Shaakh Jal Gayi
Chaah Toh Nikal Saki na Par Umar Nikal Gayi, na Par Umar Nikal Gayi
Geet Ashq Ban Gaye, Swapn Ho Dafan Gaye
Saath ke Sabhi Diye Dhuaan Pahan Pahan Gaye
Aur Hum Jhuke Jhuke, Mod Par Ruke Ruke
Umr ki Chadhaav ka Utaar Dekhte Rahe,

Kya Shabab Tha ke Phool Phool Pyaar Kar Utha
Kya Swarup Tha ke Dekh Aaina Sehar Utha
Is Taraf Zameen Aur Aasmaan Udhar Utha
Thaam ke Jigar Utha ke Jo Mila Nazar Utha
Ek Din Magar Yahan Aisi Kuch Hawa Chali
Lut Gayi Kali Kali ke Ghut Gayi Gali Gali
Aur Hum Lute Lute Waqt Se Pite Pite
Saanson Ki Sharaab Ka Khumaar Dekhte Rahe,

Haath Ye Mile Ke Zulf Chand Ki Sawaar Dun
Hauth Yeh Khule ke Har Bahar ko Pukar Lun
Dard Tha Diya Gaya ke Har Dukhi ko Pyaar Dun
Aur Saans Yun ke Swarg Bhumi Par Utar Dun, Bhumi Par Utar Dun
Ho Saka Na Kuch Magar Shaam Ban Gayi Sehar
Woh Uthi Lehar ke Dhey Gaye Kile Bikhar Bikhar
Aur Hum Dare Dare Neer Nayan Mein Bhare
Odh Kar Kafan Pade Mazaar Dekhte Rahe,